तेरी स्तुति में करूं आराधना करूं | Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics | Hindi Christian Song Lyrics

By Lyrics Rise

Published On:

Join WhatsApp

Join Now

तेरी स्तुति में करूं आराधना करूं हिंदी लिरिक्स – Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Song Lyrics- Jesus Hindi Song lyrics – Hindi Christian Song Lyrics

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics | तेरी स्तुति में करूं आराधना करूं | Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics In Hindi and English | Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu |Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics In Hindi | Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics In English | Jesus Song Hindi Lyrics | Hindi Christian Lyrics | jesus Song lyric Hindi

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics In Hindi

तेरी स्तुति में करूं , आराधना करूं ,
दिल से दिल से (2)
मेरी साँसो में तेरा नाम रहे (2)
है प्रभु , तू ही तू
तेरी स्तुति में करूं , आराधना करूं ,
दिल से दिल से

है नाम वो पवित्र जो ,
है नाम वो महान जो ,
है नाम वो श्रेष्ट जो ,
है नाम वो पवित्र जो।

जाहां मेरी नजर जाये ,
वहां तेरी स्तुति हो (2)
सारी दुनिया का , रखवाला तू (2)
है येशु तू ही तू

तेरी स्तुति में करूं , आराधना करूं ,
दिल से दिल से (2)

ख़ुशी और गम में , साथ हो तेरा ,
प्रारंभ और अंत में , नाम हो तेरा (2)
मेरे जीवन का सहारा तू (2)
है प्रभु तू ही तू

तेरी स्तुति में करूं , आराधना करूं ,
दिल से दिल से (2)

More Hindi Christian Song Lyrics

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Lyrics In English

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu,
Dil Se Dil Se-(2)
Meri Saanson Tera Naam Rahe,
Meri Saanson Tera Naam Rahe,
Aye Prabhu Tu Hi Tu
Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu,
Dil Se Dil Se

Hai Naam Woh Pavitra Jo
Hai Naam Woh Mahan Jo
Hai Naam Woh Shrest Jo
Hai Naam Woh Pavitra Jo

Jahaan Meri Nazar Jaye
Vaha Teri Stuti Ho-(2)
Saari Duniya Ka Rakhwala Tu,
Saari Duniya Ka Rakhwala Tu,
Ye Yeshu Tu Hi Tu Prabhu

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu,
Dil Se Dil Se(2)

Khushi Aur Gham Mein Saath Ho Tera
Prarambh Aur Anthh Mein Naam Ho Tera-(2)
Mere Jeevan Ka Sahaara Tu
Mere Jeevan Ka Sahaara Tu
Aye Prabhu Tu Hi Tu Prabhu

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu,
Dil Se Dil Se-(2)

Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu Song Youtube Video

 

Lyrics Rise

Lyrics Rise is your go-to platform for the latest and most accurate song lyrics. We provide lyrics across multiple languages and genres, ensuring an easy and enjoyable experience for music lovers.

Leave a Comment