प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा हिंदी लिरिक्स –Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Song Lyrics-Jesus Hindi Song lyrics – Hindi Christian Song Lyrics
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics | प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा | Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics In Hindi and English | Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma |Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics In Hindi | Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics In English | Jesus Song Hindi Lyrics | Hindi Christian Lyrics | jesus Song lyric Hindi
Prabhu ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics In Hindi
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे वारंवार
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे वारंवार
छोड़ दे तू बुराई का रास्ता
जोड़ ले तू प्रभु से रिश्ता
छोड़ दे तू बुराई का रास्ता
जोड़ ले तू प्रभु से रिश्ता
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे बारंवार
जीवन तूने उससे है पाया ,
हाथ पांव और सुंदर काया (2)
जन जन को है तुम्हें सिखाना
प्रभु की दया ,क्षमा और प्रेम महान
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे बारंवार
दुनिया जहां को प्रभु ने बनाया ,
चाँद सितारों को उसी ने सजाया (2)
कण कण को है तुम्हें बचाना
प्रभु की दया ,क्षमा और प्रेम महान
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे वारंवार
धरती आकाश है डेरा
हर मानव के दिल म बसेरा
धरती आकाश है डेरा
हर मानव के दिल म बसेरा(2)
जान जान को तुम्हे सीखना
प्रभु की दया ,क्षमा और प्रेम महान
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा ,
पुकारता तुझे बारंवार (2)
More Hindi Christian Song Lyrics
Prabhu ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics In English
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe barambaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe barambaar
Chhod ke tu buraee ka raasta
Jod le tu prabhu se rishta
Chhod ke tu buraee ka raasta
Jod le tu prabhu se rishta
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma….
Jeevan tune usase hai paaya
Haath paanw aur sundar kaaya
Jan jan ko he tumhen sikhaana
Prabhu kee daya, kshama aur prem apaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe barambaar
Duniya jahaan ko prabhu ne banaaya
Chaand sitaaron ko useene sajaaya
Kan kan ko hai tumhein bachana
Prabhu kee daya kshama aur prem apaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe barambaar
Dharti Aakash Hai Prabhu Ka Dera
Har Manav Ke Dil Mein Basera
Dharti Aakash Hai Prabhu Ka Dera
Har Manav Ke Dil Mein Basera
Jan Jan Ko Tumhe Sikhana
Prabhu kee daya, kshama aur prem apaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe baarambaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma
Pukaar ta tujhe barambaar
Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Song Youtube Video