प्रभु का धन्यवाद करुँगा हिंदी लिरिक्स – Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Song Lyrics| Jesus Hindi Song lyrics | Hindi Christian Song Lyrics
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics | प्रभु का धन्यवाद करुँगा | Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics In Hindi and English | Prabhu Ka Dhanyavad Karunga |Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics In Hindi | Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics In English | Hindi Christian Lyrics | jesus Song lyric Hindi
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Song Lyrics In Hindi
प्रभु का धन्यवाद करुँगा
प्रभु का धन्यवाद करुँगा
उस की संगति में, सदा रहूंगा
साथ चलूँगा मैं जय जरूर पाउंगा।
न देगी मुझे दुनिया कभी भी,
कोर्इ सुख और शांति आराम,
मेरे यीशु के साथ धन्य संगति में,
सदा मिलती खुशी मुझको।
प्रभु का धन्यवाद……
मेरी जिन्दगी की हर परेशानी में,
खुल जाता है आशा का द्वार,
कभी न डरूँगा कभी न हटूँगा,
चाहे जान भी देना पड़े।
प्रभु का धन्यवाद …..
कितना अच्छा है वह, कितना धन्य है वह,
यीशु ही मेरे जीवन का साथी,
मेरी जरूरतों को पूरी करता है वह,
कोर्इ घटी नहीं मुझको।
प्रभु का धन्यवाद……
मेरी आयु के दिन पग-पग में सदा,
तेरी सेवा तो पूरी करूँगा,
एक बत्ती समान जलता रहूँगा,
तेरी महिमा मेरी कामना।
प्रभु का धन्यवाद …..
More Hindi Christian Song Lyrics
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics In English
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga
Uski sangati mey, sada rahunga
Sath chalung ga may jay Jaroor paunga(2)
Na degi mujhe duniya kabhi bhi
koyi sukh aur shanti aram
mere yeshu ke sath dhanya sangati mey
sada milti khushi mujako
Prabhu Ka Dhanyavad.…..
Meri zindagi ki har pareshani mein
khul jata hai asha ka dwar
kabhi na darunga kabhi na hatungaa
chahe jan bhi dena padey
Prabhu Ka Dhanyavad….
Kitna achha hai woh
kitna dhanya hai woh
yeshu hi mere jivan ka saathi
meri jaruraton ko poori karta hai woh
koyi ghati nahi mujako
Prabhu Ka Dhanyavad….
Meri aayu ke din pag pag mey sada
teri seva to puri karungaa
ek batti saman jalata rahungaa
teri mahima meri kamna
Prabhu Ka Dhanyavad….
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Song Youtube Video