Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Song Lyrics – Altamash Faridi
Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Song In Hindi Is 2022 Released Hindi Song From The Altamash Faridi. Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Song Is Singers By Altamash Faridi, Amol – Abhishek Composed The Music For Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Song. Lyrics For Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Song Is Written By Abhishek Talented, Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Song Performed By Karan Mehra & Sana Sultaan.
This Song Credits :
Song : Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein
Singer : Altamash Faridi
Lyrics : Abhishek Talented
Music : Amol – Abhishek
Starcast : Karan Mehra & Sana Sultaan
Label : Rangrezaa Films
Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics in Hindi
हर रोज दिल का रास्ता
तुम्हारे घर से गुजरता था
दूरिया बढ़ती गयी
पर दिल फिर भी धड़कता था
आखिर एक अनजान मोड़ पर
हम बिछड़ के रेह गए
जमाने से ज्यादा मोहबत करि थी
इसलिए शायद ये ज़ख़्म सेह गया
दिल दिया था केह के तुझको
दिल ये मेरा तेरा हो गया
घर था बैठा शाम को तेरे
रात से हाँ सवेरा हो गया
सालों का रिश्ता अनजाना हो गया
तुमसे मिले थे हाँ जमाना हो गया
मिलने को तड़पे बेगाना हो गया
दिल मेरा धड़के जमाना हो गया
रूह-ए-दारी रिश्तेदारी
दिल ने पुकारा
दिल तो था आवारा
देखो बन गया बेचारा
रूह-ए-दारी रिश्तेदारी
दिल ने पुकारा
दिल तो था आवारा
देखो बन गया बेचारा
बनके हवा मैं बेज़ुबान मैं
दिल लगाने आऊँगा
रातों को तेरा चाँद बन कर
तुमको देखने आऊँगा
बनके हवा मैं बेज़ुबान मैं
दिल लगाने आऊँगा
रातों को तेरा चाँद बन कर
तुमको देखने आऊँगा
ऐसा ये नाता दिल लगा कर
छोड़ नहीं हम पाएंगे
रब से माँगा है के तुमको
मरके भी हम चाहेंगे
खोकर मैं तुझको आवारा हो गया
दिल जो था मेरा तुम्हारा हो गया
तुम्हारा हो गया हां हां
सालों का रिश्ता अनजाना हो गया
तुमसे मिले थे हाँ जमाना हो गया
मिलने को तड़पे बेगाना हो गया
दिल मेरा धड़के जमाना हो गया
रूह ए दारी रिश्तेदारी
दिल ने पुकारा
दिल तो था आवारा
देखो बन गया बेचारा
रूह ए दारी रिश्तेदारी
दिल ने पुकारा
दिल तो था आवारा
देखो बन गया बेचारा

Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics In English
Har Roz Dil Ka Raasta
Tumhaare Ghar Se Guzarta Tha
Dooriyan Badhti Gayi
Par Dil Fir Bhi Dhadkata Tha
Aakhir Ek Anjan Mod Par
Hum Bichad Kar Reh Gaye
Zamane Se Zyada Mohabaat Kari Thi
Isliyei Shayad Ye Zakhm Seh Gaye
Dil Diya Tha Keh Ke Tujhko
Dil Ye Mera Tera Ho Gaya
Ghar Tha Baitha Sham Ko Tere
Raat Se Haan Sawera Ho Gaya
Saalon Ka Rishta Anjana Ho Gaya
Tumse Mile The Haan Zamana Ho Gaya
Milne Ko Tadpe Begana Ho Gaya
Dil Mera Dhadke Zamana Ho Gaya
Rooh E Daari Rishtedari
Dil Ne Pukara
Dil To Tha Awara
Dekho Ban Gaya Bechara
Rooh E Daari Rishtedari
Dil Ne Pukara
Dil To Tha Awaara
Dekho Ban Gaya Bechara
Banke Hawa Mein Bezubaan Mein
Dil Lagane Aaunga
Raton Ko Tera Chand Ban Kar
Tumko Dekhne Aaunga Haan Haan
Banke Hawa Main Bezubaan Main
Dil Lagane Aaunga
Raton Ko Tera Chand Ban Kar
Tumko Dekhne Aaunga
Aisa Ye Nata Dil Laga Kar
Chod Nahi Hum Payenge
Rab Se Manga Hai Ke Tumko
Marke Bhi Hum Chahenge
Khokar Main Tujhko Awara Ho Gaya
Dil Jo Tha Mera Tumhara Ho Gaya
Tumhara Ho Gaya Haan Haan
Saalon Ka Rishta Anjana Ho Gaya
Tumse Mile The Haan Zamana Ho Gaya
Milne Ko Tadpe Begana Ho Gaya
Dil Mera Dhadke Zamana Ho Gaya
Rooh E Daari Rishtedari
Dil Ne Pukara
Dil To Tha Awara
Dekho Ban Gaya Bechara
Rooh E Daari Rishtedari
Dil Ne Pukara
Dil To Tha Awara
Dekho Ban Gaya Bechara
Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Song Watch Video
Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Song Is From Hindi Album,This Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Music Video Song Is a Available On Rangrezaa Films India Youtube Channel.
I Hope You All Like This Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Song Lyrics Written By Me. Whatever Mistakes I Made In The Lyrics Of This Song I Wrote, I Forgave Me. If You Like The Lyrics Of This Ban Ke Hawa Mein Bezubaan Mein Lyrics Song, Share It With Your Friends and Family.
