Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics In Hindi – Sonu Nigam | Ginny Wedss Sunny 2

By Lyrics Rise

Published On:

Join WhatsApp

Join Now

Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Song Is Latest Released New Hindi Song In 2026 From The Movie Ginny Wedss Sunny 2, Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song Is Singer By Sonu Nigam. Sushant-Shankar Composed The Music For Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song. Lyrics For Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Song Is Written By Kumaar .

This Song Credits :

Song : Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya
Movie : Ginny Wedss Sunny 2
Singer : Sonu Nigam
Lyrics : Kumaar
Music : Sushant-Shankar
Starcast : Avinash Tiwary, Yami Gautam
Label : Sony Music India

Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics In Hindi

कैसे कहूँ, दिल की है सारी गलती
कैसे रहूँ, दिल पे नहीं है चलती
तुम पे ही प्यार आ गया हाय
फिर एक बार आ गया

इश्क़ में खामियाँ
इश्क़ में खूबियाँ
तो होती है मगर
पड़ता है फर्क क्या

जहाँ तक ये नज़र
कर रही है सफ़र
दिखे चेहरा तेरा
बता दे करूँ क्या

तुम पे ही प्यार आ गया हाय
फिर एक बार आ गया

चलूँ बस साथ-साथ तेरे
मेरी किस्मत में हाथ तेरे
मैं माँगूँ तू बता दे रब्ब से
और क्या और क्या

तू है तो है ये ख्वाब पूरे
इरादे बेहिसाब पूरे
मैं माँगूँ तू बता दे रब्ब से
और क्या और क्या

और क्या और क्या
मैं माँगूँ और क्या

तुझ पे है हक मेरा
मेरी दावेदारियाँ
धड़कनों से मेरी तेरे
दिल की साझेदारियाँ

तुझ पे है हक मेरा
मेरी दावेदारियाँ
धड़कनों से मेरी तेरे
दिल की साझेदारियाँ
कच्चे नहीं धागे पक्के
तुझ से है बाँध रखे
टूटेंगी ये साँसे लेकिन
टूटेंगी ना यारियाँ

इश्क़ नज़रों में है
लफ्ज़ बन के कहीं
इसे पढ़ ले ज़रा
कहता है दिल मेरा

तुम पे ही प्यार आ गया हाय
फिर एक बार आ गया
तुम पे ही प्यार आ गया हाय
फिर एक बार आ गया

चलूँ बस साथ-साथ तेरे
मेरी किस्मत में हाथ तेरे
मैं माँगूँ तू बता दे रब्ब से
और क्या और क्या

तू है तो है ये ख्वाब पूरे
इरादे बेहिसाब पूरे
मैं माँगूँ तू बता दे रब्ब से
और क्या और क्या
और क्या और क्या
मैं माँगूँ और क्या

Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics In English

Kaise kahoon,
Dil ki hai saari galti
Kaise rahoon,
Dil pe nahi hai chalti
Kaise kahoon
Dil ki hai saari galti

Kaise rahoon
Dil pe nahi hai chalti
Tum pe hi pyaar aa gaya haaye
Phir ek baar aa gaya

Ishq main khamiyaan
Ishq main khoobiyaan
To hoti hain
Magar padta hai fark kyaa
Jahaan tak ye nazar
Kar rahi hai safar
Dikhe chehra tera
Bata de karoon kyaa
Tum pe hi pyaar aa gaya haaye
Phir ek baar aa gaya

Chalu bas saath saath tere
Meri kismat main haath tere
Main maangu tu bata de rabb se
Aur kya Aur kya
Tu hai to hai ye kwaab poore
Iradhe behisaab poore
Main mangu tu bata de rabb se

Aur kya aur kya
Aur kya aur kya
main maangu aur kya

Tuj pe hai haq mera
Meri davedaariyaan
Dhadkano se meri tere
Dil ki saanjhedaariyaan

Tuj pe hai haq mera
Meri davedaariyaan
Dhadkano se meri tere
Dil ki saanjhedaariyaan

Kache nahi dhaage pakke
Tuj se hai baandh rakhe
Tootegi ye saanse lekin
Tootegi naa yaariyaan
Ishq nazron main hai
Lafz ban ke kahin
Isse padh le zara
Kehta hai dil mera

Tum pe hi pyaar aa gaya haaye
Phir ek baar aa gaya
Tum pe hi pyaar aa gaya haaye
Phir ek baar aa gaya

Chalu bass saath saath tere
Meri kismat main haath tere
Main maangu, tu bata de rabb se
Aur kya Aur kya

Tu hai to hai ye khwaab poore
Iraade behisaab poore
Main mangu tu bata de rabb se
Aur kya aur kya
Aur kya aur kya
main maangu aur kya

More Hindi Songs Lyrics

Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Song Video

I Hope You All Like This Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Song Written By Me. Whatever Mistakes I Made In The Lyrics Of This Song I Wrote, I Forgave Me. If You Like The Lyrics Of This Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Song, Share It With Your Friends and Family.Ravan Ka Chela Lyrics Song Is From Hindi Album. Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Song Performed by Avinash Tiwary, Yami Gautam,.This Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics Music Video Song Is a Available On Sony Music India Youtube Channel.

Lyrics Rise

Lyrics Rise is your go-to platform for the latest and most accurate song lyrics. We provide lyrics across multiple languages and genres, ensuring an easy and enjoyable experience for music lovers.

Leave a Comment