हम यीशु मसीह के चेले हैं हिंदी लिरिक्स – Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Song Lyrics | Jesus Hindi Song lyrics | Hindi Christian Songs Lyrics
Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics | हम यीशु मसीह के चेले हैं | Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics In Hindi And English
Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics In Hindi
हम यीशु मसीह के चेले हैं
दुनियाँ में धूम मचा देंगे
जो नींद में गाफिल सोते हैं
उपदेश से उनको जगा देंगे
हम यीशु मसीह के चेले हैं
हम मन की घुँडी खोलेंगे
और ज्ञान के मोती रोलेंगे
इंजील मुकद्दस पढ़-पढ़कर
हम मन में शांति बिठा देंगे
हम यीशु मसीह के चेले हैं…
बन्दे हैं एक खुदा के हम
मिल जुल कर क्यों न रहें अब हम
इंजील मुकद्दस को सब में
हम प्रेम से जाके सुना देंगे
हम यीशु मसीह के चेले हैं…
हम रंज के सहने वाले हैं
उफ तक नहीं करने वाले हैं
और पीछे प्यारे यीशु के
चलने की राह बता देंगे
हम यीशु मसीह के चेले हैं…
दुःख और तकलीफ उठायेंगे
प्रेम का राग सुनायेंगे
हम दूर करेंगे रंज और गम
और प्रेम का दरस पढ़ा देंगे
हम यीशु मसीह के चेले हैं…
Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics In English
1. Ham Yeshu Masih Ke Chele Hai
Duniya Mei Dhoom Macha Denge
Jo Neend Mei Gaafil Sote Hai
Updesh Se Unko Jag Denge
2. Jab Man Ki Ghundi Kholenge
Aur Gyaan Ke Moti Rolenge
Injeel Mukaddas Padh Padhkar
Ham Man Mei Shanti Bitha Denge
3. Bande Hai Ek Khuda Ke Ham
Mil Jhul Kar Kyun Na Rahe Baaham
Injeel Mukaddas Ko Sab Mei
Ham Prem Se Jaakar Suna Denge
4. Ham Ranj Ke Sehne Waale Hai
Uff Tak Nhi Karne Vaale Hai
Aur Peeche Pyaare Yeshu Ke
Chalne Ki Rah Bata Denge
5. Dukh Aur Takleef Uthayenge
Ulfat Ka Raag Sunayenge
Ham Door Karenge Ranjo Alam
Aur Prem Ka Rang Jama Denge
More Hindi Christian Song Lyrics
Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Song Youtube Video
Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain | Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics in Hindi | Ham Yeshu Masih Ke Chele Hain Lyrics in English | Jesus Song Hindi Lyrics | Hindi Chistian Lyrics | Jesus Song Lyric Hindi