आदि और अन्त तू ही है | Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics | Hindi Christian Songs Lyrics

By Lyrics Rise

Published On:

Join WhatsApp

Join Now

आदि और अन्त तू ही है हिंदी लिरिक्स – Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Song Lyrics | Jesus Hindi Song lyrics | Hindi Christian Songs Lyrics 

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics | आदि और अन्त तू ही है | Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics In Hindi And English 

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics In Hindi

आदि और अन्त तू ही है
अल्फा और ओमेगा तू ही है
दूतों की स्तुति तू ही है
बुद्धि और सब ज्ञान तू ही है

यीशु तू महान है यीशु तू अच्छा है
यीशु तू जिन्दा है यीशु तू धन्य है
दूतों की स्तुति भी तू ही है
बुद्धि और सब ज्ञान तू ही है
राजाओं का राजा तू ही है
प्रभुओं का प्रभु तू ही है

जीवन भरा पाप से मेरा
जग अन्धेरा और अशुद्ध सारा
मेरे पापों से बचाने को
मेरे लिए जीवन दिया है

सारे गुनाहगारों के लिए
अपना खून बहाया यीशु ने
खाई कोड़ों की मार भी
दी सलीब पर उसने अपनी जान

वायदा किया है तू ने
वायदा तू करता है पूरा
वायदे के लिए आते है
बरकतों की बारिश अब उण्डेल

न्याय करने आने वाला है
न्याय के साथ राज करने को
धर्मियों को लेकर न्याय से
सिंहासन पर राज करेगा

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics In English

Aadi aur ant tu hi hai
Alfa aur omega tu hi hai
Dooton ki stuti tu hi hai
Buddhi aur sab gyan tu hi hai

Yeshu tu mahaan hai
Yeshu tu aacha hai
Yeshu tu zinda hai
Yeshu tu dhanya hai

Dooton ki stuti tu hi hai
Buddhi aur sab gyan tu hi hai
Rajaon ka raja tu hi hai
Prabhuon ka prabhu tu hi hai

Yeshu tu mahaan hai…

Jeevan mera paapon se bhara
Jag andhera aur ashudh saara
Mere paapon se bachane ko
Mere liya jeevan diya hai
Yeshu tu mahaan hai…
Dooton ki stuti tu…

Yeshu tu mahaan hai…

Saare gunahagaaro ke liye
Apna khoon bhaya yeshu ne
Khai kodo ki mar bhi
Di saleeb par usne apni jaan
Yeshu tu mahaan hai…
Dooton ki stuti tu…

Yeshu tu mahaan hai…

Waida kiya hai tune
Waida tu karta hai poora
Waide ke liye aate hain
Barkathon ki baarish ab undel
Yeshu tu mahaan hai…
Dooton ki stuti tu…

Yeshu tu mahaan hai…

Nyay karne aane wala hai
Nyay ke saath rajya karne ko
Dharmiyon ko lekar nyay se
Simhasan par rajya karega
Yeshu tu mahaan hai…
Dooton ki stuti tu…

Yeshu tu mahaan hai…

More Hindi Christian Song Lyrics

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Song Youtube Video

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai | Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics in Hindi | Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics in English | Jesus Song Hindi Lyrics | Hindi Chistian Lyrics | Jesus Song Lyric Hindi

Lyrics Rise

Lyrics Rise is your go-to platform for the latest and most accurate song lyrics. We provide lyrics across multiple languages and genres, ensuring an easy and enjoyable experience for music lovers.

Leave a Comment