आराधना में है छुटकारा | Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics | Hindi Christian Song Lyrics

By Lyrics Rise

Published On:

Join WhatsApp

Join Now

आराधना में है छुटकारा हिंदी लिरिक्सAaradhna Mein Hai Chutkara Song Lyrics| Jesus Hindi Song lyrics | Hindi Christian Song Lyrics

Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics | आराधना में है छुटकारा | Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics In Hindi and English | Aaradhna Mein Hai Chutkara |Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics In Hindi | Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics In English | Jesus Song Hindi Lyrics | Hindi Christian Lyrics | jesus Song lyric Hindi

Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics in Hindi

आराधना में है छुटकारा
आराधना में है चंगाई
आराधना में है छुटकारा
आराधना में है चंगाई

शरीर प्राण आत्मा में शांति आनंद देता है,
जान से प्यारा प्रभु

शरीर प्राण आत्मा में शांति आनंद देता है,
जान से प्यारा प्रभु

प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है
प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा हालेलुया
छुटकारा पाए हमेशा

मांगोगे तो मिलेगा, ढूंढोगे तो पाओगे
मांगोगे तो मिलेगा, ढूंढोगे तो पाओगे

खटखटाओ खुलेंगी स्वर्ग की आशिषे
पाओ तुम उसे अभी
खटखटाओ खुलेंगी स्वर्ग की आशिषे
पाओ तुम उसे अभी

प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है
प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा हालेलुया
छुटकारा पाए हमेशा

प्रार्थना करो निरंतर,
प्रार्थना करो विश्वास से
प्रार्थना करो निरंतर,
प्रार्थना करो विश्वास से

धर्मी जन की प्रार्थना विश्वास की प्रार्थना
खोलती है सारे बंधन
धर्मी जन की प्रार्थना विश्वास की प्रार्थना
खोलती है सारे बंधन

प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है
प्रार्थना करे आराधना करे,
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा हालेलुया
छुटकारा पाए हमेशा

More Hindi Christian Song Lyrics

Aaradhna Mein Hai Chutkara Lyrics in English

Aaradhna mein hai chutkara
aaradhna mein hai changai
Aaradhna mein hai chutkara,
aaradhna mein hai changai

Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
jaan se pyaara prabhu
Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
jaan se pyaara prabhu

Prarthna kare aradhna kare,
Woh aacha hai sabse bhala hai

Prarthna kare aradhna kare,
Woh aacha hai sabse bhala hai

Chutkara paaye humesha
Halleluyah
Chutkara paaye humesha

1.Mangoge tumhe milega,
dhundoge tum paavoge
Mangoge tumhe milega,
dhundoge tum paavoge

Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe
paao tum usse aabhi
Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe
paao tum usse aabhi

Prarthana kare aradhana kare,
Woh aacha hai sabse bhala hai
Prarthna kare aradhana kare,
Woh aacha hai sabse bhala hai

2.Prarthana karo nirantar,
prarthana karo vishwas se
Prarthana karo nirantar,
prarthana karo vishwas se

Dharmi jan ki prarthna vishwas ki prarthna
kholti hai sare bandhan
Dharmi jan ki prarthna vishwas ki prarthna
kholti hai sare bandhan

Prarthana karo nirantar
prarthana karo vishwas se
Prarthana karo nirantar
prarthana karo vishwas se

Chutkara paaye humesha
Halleluyah
Chutkara paaye humesha

Aaradhna Mein Hai Chutkara Song Youtube Video

 

Lyrics Rise

Lyrics Rise is your go-to platform for the latest and most accurate song lyrics. We provide lyrics across multiple languages and genres, ensuring an easy and enjoyable experience for music lovers.

Leave a Comment